Wada
Jab Jee Chahay Aa Jana
Dil Ke Baat Suna Jana
Main Sab Bateen Sun Loonga
Or Pher Teri Aankhoon Kay
Saray Taaray Chun Loonga
Mujhay Aziz Hain
Mujhay Aziz Hain Ab Bhi
Udas Lamhay, Ujaar Rastay,
Manoos Rastay !
Main Ab Bhi Udaas Jugnoo Ke Tarah
Aalam Dewange Main
Jangloon Ke SimT Nekal Jata Hoon
Kho Jata Hoon
Pher Main Khud Nahi Aata
Log Laatay Hain
Kbi Fursaton ki
Shab me, Main ye sochta hu
Aksr…….
Hain yar badlay badlay k main khud badal chukka hun???
Tumhari Duaon Se MiL jaye shayed kamiyabi Mujhe,
Ye Soch kar Apni Har”DUA”Me Yad Rakhna.
Bas yehi adat uski mujhe achhi lagti hai…
Udaas kar k kehta hai Naraaz to nahi ho na…